


On Average ki baat kare to Good hai na ki Excellent. Logs – MissedCall, Dial Call, Received CallĮs phone ko mujhe 8 Months use karne ke baad jo sabse bada kami laga wo hai es phone ki call Quality, Call Quality ki baat kare to clear nahi hai aawaj kabhi-kabhi cut-cut kar aati hai chahe aap koi bhi sim card use kar lo, But haa utni bhi gandi nahi hai ki aap aawaj ko sun nahi sakte. Phone 4 Color me Available hai #White, #Black, #Blue, #Gold. Phone ka display size 2 inch hai jiska Resolution 120*160 Pixels hai aur Display Type-QVGA hai. Aap es phone mein FM Radio ke saath-saath MP3 music player ka bhi luft utha sakte hai, Lekin main aapko bata doon ki aap es phone me Video play nahi kar sakte hai.ĩ. Es phone ki processor ki baat kare toh “Single Core 208 Mhz” ka diya huaa hai.Ĩ. Agar aap chahe toh es phone me 16Gb tak ka memory card laga sakte hai, Jo ki kafi adhik hai.ħ. Aapko eske saath samsung ka ek basic wala charger milta hai, Jo ki fast charger nahi hai. Es phone ke saath samsung ke taraf se ek basic sa earphone aata hai jiski sound or audio quality kafi acchi hai.ĥ. Esme 800 MAH ki Li-Ion Battery di gayi hai,Jo ki normal usages me aapko 3 Days ka battery back up asani se de dega, Joki kafi achha hai.Ĥ. Phone dual GSM sim ko support karta hai, Jiski Operating Frequency GSM-900, 1800 Di gayi hai.ģ.

Phone ki body pannel to kafi smooth or acchi hai,Jo dekhne me Phone ko kafi better look deta hai.Ģ. Sabse pehle phone ki specifications ki baat kare to…ġ. To aaeye jaan lete hai ki esme kya kami hai aur kya achhai hai. Mere pyare dosto waise Samsung Guru Music 2 Model dekhne me kafi smooth aur good looking hai agar overall phone ki baat kare to kafi achha hai aur koi khas kami nahi hai esme but thoda bahot kami to sabhi chizo me hoti hai aapko to a baat pata hi hoga. Samsung se pehle Nokia India ka sabse pasandida Brand huaa karta tha but Nokia ki kuch kami ki wajah se Samsung usse aage aa chuka hai. Jiska review main phone ko 8 months use karne ke baad de raha hoon jo puri tarah honestly hoga.ĭosto aapko to pata hi hoga ki India mein Samsung ek leading brand ban chuka hai, jo ki har ek Indian ke dil par raaj kar raha hai.
#Samsung guru music 2 sm b310e full#
Kaise hai aap sabhi main aasha karta hoon aap sabhi bahot achhe se honge.ĭosto aaj main aapko Samsung Guru Music 2 SM-B310 ka full review btane wala hoon.
